Singer- Krish & Kishore Mondal
(Am)Zamaane ki taraah
(G)Hum bhi tode hain (F)gaye
(Am)Aise tanha to na (G)the
(F)Tanha chhode hain (Am)gaye
(Am)Na dil se vo yaadein (G)jaayein
(F)Na raaton ko neendein (Am)aayein
(G)Aate hain phir khwaab (F)kyu
(G)Aate hain kyu khwaab (Am)
(Am)Jo thi tere ishq mein (G)doobi
(F)Un aankhon mein tum le (Am)aaye
(G)Aasu behisaab (F)kyu
(G)Aasu behisaab (Am)
(F)Khair hai yaaron kam se (G)kam
(Am)Jaan se jaa na paaye (Em)hum
(F)Khair hai yaaron kam se (G)kam
(Am)Jaan se jaa na paaye (Em)hum
(F)Inkaar ke bahaane kai (G)baar
(F)Karte karte… (Em)
(Am)Humne wahin lagaya (F)dil
(G)Jahaan dil lagana (Am)mana tha
(Am)Aakhir wahin kiye (F)sajde
(G)Jahaan sar jhukana (Am)mana tha
(Am)Kyu zindagi bita di (F)jahaan pe
(G)Ik pal bitaana (Am)mana tha
(Am)Kyu us gali mein rehte (F)the hum
(G)Jahaan roz jaana (Am)mana tha
(Am)Zamaane ki taraah
(G)Hum bhi tode hain (F)gaye
(Am)Aise tanha to na (G)the
(F)Tanha chhode hain (Am)gaye
(Am)Jo duaayein dete (G)the
(F)Haan usi ke hothon (Am)se
(G)Aise waise lafz (F)bhi
(G)Humse bole hain (Am)gaye
(Am)Baitho kisi roz tanhaai (G)mein
(F)Rakho saamne waqt ke (Am)aaine
(G)Jo aaya chehra nazar (F)vo kahin
(G)Tumhe bewafa keh ke (Am)has na pade
(Am)Tujhe dil diya istemaal (G)huye
(F)Hai tujhmein bhi dil ye (Am)khayaal rahe
(Am)Tujhe dil diya istemaal (G)huye
(F)Hai tujhmein bhi dil ye (Am)khayaal rahe
(Am)Humne jalaaya dil (F)jahaan
(G)Diye bhi jalaana (Am)mana tha
(Am)Kar baithe yaad vo (F)chehra
(G)Jisko bhulaana (Am)mana tha
(Am)Hum aazmaaye (F)gaye
(G)Magar unhe aazmana (Am)mana tha
(Am)Humne wahin lagaya (F)dil
(G)Jahaan dil lagana (Am)mana tha