Singer - Anuv Jain
(C) Kayar jo the, (G) vo shayar bane
(Am) Ab kya kya karein (F) ye ishq mein
(C) Na kehte the kuch jo, (G) lage khoj mein
(Am) Kya lafz (F) chune?
(F) Naye aashiq ye, (G) ishq mein tere hain (C) faiz bane
(Am) Arz kiya (F) hai
(C) Humne bhi likha (G) kuch tere baare (C) mein
(Am) Aise tu lage (F) ki gulaab hai
(C) Aur aise tu lage (G) ki gulaab hai
(Am) Aur aise tu lage (F) ki gulaab hai
(C) Baghon mein dil ke (G) khilke in fizaaon mein (C) chhaye ho haaye
(Am) Aur vaise hum to (F) tere hi gulaam hain
(C) Aur vaise hum to (G) tere hi gulaam hain
(Am) Baadshah dil ke, (F) teri baazi mein
(G) Jo tu chahe to… (C)
(F) Doobe dilon ki (G) kya nau banu?
(Am) Main khud tar paaoon na (F) aankhon mein
(C) Shayar ki fitrat mein (G) hi doobna
(Am) Main kya hi ladu (F) toofanon se
(F) Ishq mein tere (G) hain faiz bane
(Am) Arz kiya (F) hai
(C) Humne bhi likha (G) kuch tere baare (C) mein
(Am) Haathon ko sambhaale (F) mere haathon mein
(C) Kaise haathon ko sambhaale (G) mere haathon mein?
(Am) Jab tak neend na aaye (F) in lakeeron mein
(C) Baatein hon… (G)
(Am) Haan… (F)
(C) Sabne to sab (G) keh diya hai
(Am) Kya hi kahoon jo (F) abhi bhi ankaha hai?
(C) Main haay… (G)
(Am) Na Mirza, na Mir (F)
(C) Na maahir, na zaahir (G)
(Am) Karoon kuch naya (F) main?
(C) Haay… par… (G)
(Am) Jo bhi likha hai, (F) jiya hai
(C) Haan jiya hai (G)
(Am) Aise, aise, (F) aise, kaise
(C) Vaise, jaise main padhun (G) mere dil mein jo
(Am) Meri aankhen bhi (F) padhein teri aankhon ko
(C) Kya ye mehfil mein (G) baithe?
(Am) Ya uthe daud jaane (F) ko? haaye
(Am) Teri aankhon mein (F) taarifon ki talaash hai
(C) Meri mehfil (G) tere jaane se veeraan hai
(Am) Main bas shayar (F) bana hoon
(C) Sirf tu sunne (G) aaye to…
(Am) Shayad shayar (F) bana hoon
(C) Sirf tu sunne (G) aaye (C)