Capo - 3rd fret
[Em] Jabse hua tere [Bm] nazdeek hai
[Em] Dil ke mohalle mein [Bm] sab theek hai
[Em] Jabse hua tere [Bm] nazdeek hai
[Em] Dil ke mohalle mein [Bm] sab theek hai
[G] Zara sa kitabon mein [D] kam dhyan hai
Zyada [C] tere khayalon mein [Em] hai [B]
[G] Tujhse jo milke [D] maza hai
Kahan who [C] ganit ke sawaalon mein [Em] hai [B]
Karke [Em] gustakhiyan, [B] maange na maafiyan [Em]
Teri [C] chahat ne [Am] badla mere [C] dil ka jugraafiya [B]
Karke [Em] gustakhiyan, [B] maange na maafiyan [Em]
Teri [C] chahat ne [Am] badla mere [C] dil ka jugraafiya [B]
[Em] Cycle par leke jaunga Samose garam khilaunga
Main kar [Am] vaada shanivaar ko
Bha [D] gwan ke bharose Chhod ke samose
[F] Bhool jayein somvaar ko [B]
[Em] Tere liye ghar se nikalti hoon Jab kehta hai milti hoon
Ghar [Am] waalon se chhup ke tujhe
Par [D] waah nahi hai meri Zyadati hai teri
[F] Kya samajh rakha hai pyaar ko [G]
[G] Tujhe kis tarah bat [D] aun main
Kitna hai [C] zaroori tera pyar [Em] [B]
[G] Mere andhiyare se [D] jivan mein
Tu hi [C] safedi ki chamkaar [B] hai
Karke [Em] gustakhiyan, [B] maange na maafiyan [Em]
Teri [C] chahat ne [Am] badla mere [C] dil ka jugraafiya [B]
[Em] Jag ko main genius lagta hoon Chehra yeh serious rakhta hoon
[Am] Andar se dil-phenk hoon
Maana [D] hoon chhote ghar ka Jeb se hoon kadka
[F] Ladka main bada hi nek [B] hoon
[Em] Tere chehre pe saare marte hain Baaqi ladke bhi vaade karte hain
[Am] Lekin nibhate nahin
Mauke pe [D] kaam aaye Vaada jo nibhaye
[F] Eklota main hi ek [G] hoon
[G] Mat ghabarana [D] mahurat hamare [C] milan ka nikat hai piya [B]
[G] Bas ek googly se [D] papa ka tujhko [C] girana wicket hai [B] piya
Karke [Em] gustakhiyan, [B] maange na maafiyan [Em]
Teri [C] chahat ne [Am] badla mere [C] dil ka jugraafiya [B]