Dil chahe sukoon surkh-e- sham hote tak
na na cheez koi soye inteqaam hote tak
bad hawasi bad qimari ka hai shor barpa
alfaz-e-sukhan fana honge anjaam hote tak
marasim acche the kabhi duniya walo ke
wo sama ab kaha milega qawam hote tak