Naina Yeh song lyrics from Bollywood Hindi movie Article 15 sung by Yasser Desai and Aakanksha Sharma.

Kaash aisa ho kabhi yunhi tumse milun

Dher saari raat bhar baatein tumse karun

Meri neendon se hai karte mujhko judaa

Saaware se, baaware se do... naina yeh

Saaware se, baaware se do... naina yeh

Naina yeh.. Naina yeh

Naina yeh.. Naina yeh

Bhaage hai ye kahaan

Dhoondhe hai ye kisey

Mann mera yeh pagal ho gaya

Nahin tu jahaan ruke yeh na wahaa

Yeh to jaise baadal ho gaya

Neeche aayega ye, palke kholo zara

Saaware se, baaware se do... naina yeh

Saaware se, baaware se do... naina yeh

Naina yeh.. Naina yeh

Naina yeh.. Naina yeh

Peeche peeche tere

Chale khwaab mere

Main toh teri parchaai si hoon

Sooni raaton mein bhi payega tu mujhe

Main toh teri tanhaai si hoon

Khamoshi se meri baatein karte hai yeh..

Naina yeh...

Saaware se, baaware se do... naina yeh

Naina yeh.. Naina yeh

Naina yeh.. Naina yeh

0



  0